doloswift 20mg injection allopathy (Piroxicam (20mg)) - Uses in Hindi, Side Effects, Substitutes & Price in India
doloswift 20mg injection allopathy (Piroxicam (20mg)) - Uses in Hindi, Side Effects, Substitutes & Price in India manufactured by Ind Swift Laboratories Ltd. Contains Piroxicam (20mg).

doloswift 20mg injection - Uses, Price, Side Effects & Substitutes

No reviews yet
Piroxicam (20mg) (Click to see all medicines with same salt)
🏭 Ind Swift Laboratories Ltd 📦 Varies by brand 💊 Allopathy 📅 Updated: Jun 22, 2026
Medically Reviewed
By SaathiMed Expert Medical Panel

What is doloswift 20mg injection used for?

doloswift 20mg injection (Piroxicam (20mg)) is used to treat pain analgesics. It contains Piroxicam (20mg), which works by treating the condition effectively. Always consult your doctor before use. Take as prescribed.

  • Generic Name: Piroxicam (20mg)
  • Manufacturer: Ind Swift Laboratories Ltd
  • Medicine Form: Allopathy
  • Pregnancy Category: Consult doctor

🇮🇳 doloswift 20mg injection के बारे में संक्षिप्त जानकारी (Hindi Summary)

doloswift 20mg injection का उपयोग मुख्य रूप से pain analgesics और उससे जुड़ी समस्याओं के इलाज के लिए किया जाता है। इस दवा में मुख्य सामग्री के रूप में Piroxicam (20mg) मौजूद है। इसे डॉक्टर की सलाह के बिना नहीं लेना चाहिए, खासकर गर्भावस्था (pregnancy) और लिवर (liver) की समस्याओं में।

मुख्य फायदे (Key Benefits): Detailed medical information is being added to our database.... Read more below.

💡 Did You Know? India has the highest number of USFDA-compliant plants outside the USA.

📋 Drug Information

Generic Name(s)Piroxicam (20mg)
Brand Namedoloswift 20mg injection
ManufacturerInd Swift Laboratories Ltd
Packaging / FormVaries by brand (Allopathy)
Therapeutic ClassPAIN ANALGESICS
Action ClassNSAID's- Non-Selective COX 1&2 Inhibitors (enolic acids)
Route of AdministrationOral
StorageRoom temperature (15-30°C), away from moisture
Shelf LifeAs per manufacturer

💡 How and when to take doloswift 20mg injection?

Follow your doctor's prescription exactly.

  • ✅ Take exactly as prescribed by your doctor.
  • ✅ Do not exceed the recommended dose
  • ✅ Complete the full course of medication
  • ✅ Store at room temperature away from moisture

💊 doloswift 20mg injection Uses in Hindi (Ke Fayde), Benefits & Indications

Detailed medical information is being added to our database.

⚠️ What are the side effects of doloswift 20mg injection?

  • Injection site reactions (pain
  • swelling
  • redness)
  • Vomiting
  • Stomach pain
  • Nausea
  • Headache
  • Dizziness

Consult your doctor if you experience any unusual symptoms.

🔬 Drug Interactions

🛡️ Safety & Warnings

🛑 Myths vs. Facts about doloswift 20mg injection

  • Myth: Generic substitutes of doloswift 20mg injection are less effective.
    Fact: Approved generic medicines contain the exact same active ingredients (Piroxicam (20mg)) and are just as safe and effective as the branded version.
  • Myth: Taking a double dose will cure my symptoms faster.
    Fact: Taking more than the prescribed dose of doloswift 20mg injection can lead to severe toxicity or an overdose. Stick strictly to your doctor's dosage.
  • Myth: This medicine is 100% safe for everyone.
    Fact: No medicine is universally safe. Safety depends on your medical history, ongoing medicines, and potential allergies. Always consult a doctor.

💬 Real Patient Experiences (Astitva)

Join Community

Read real stories and discussions from our patient community regarding similar health conditions.

**Lower back pain right side, kidney stone wapas aa gaya? Ya overthink kar raha hoon?**

Yaar, kal raat se lower back mein right side pe dard aa raha hai. Thoda aise halka halka, kabhi zyada kabhi kam. Pichle saal kidney stone ka dard bhoola nahi hai mujhe, aur ab phir se wahi feeling aa rahi hai. Dil dhadak raha hai ki kahin wapas toh nahi aa gaya. Pehle stone aaya tha toh peeche se aage tak dard tha, lekin ab sirf peeche hi hai. Paani toh main roz 3-4 liter peeta hoon, beer bilkul chhod di hai, phir bhi dar lagta hai. Ghar mein biwi kehti hai tu pagal ho gaya hai, har choti cheez mein stone sochta hai. Lekin bhai, ek baar jo dard jhelo, woh yaad reh jaata hai. Kal raat neend nahi aayi, subah uthke ultrasound ka appointment kar liya hai. Doctor ne kaha tha calcium kam karo, par main toh sab kuch avoid kar raha hoon. Mera sawaal ye hai: kya lower back pain without any other symptoms (jaise burning, blood in urine) stone ka sign ho sakta hai? Ya phir main overthink kar raha hoon? Kisi ko aisa experience ho toh please batao.

Diabetes (Sugar) – Shuruat Ke 10 Lakshan, Gharelu ilaj

Kya aapko baar baar pyaas lagti hai? Raat mein 3-4 baar bathroom uthna padta hai? Bina kisi wajah se weight gir raha hai? Koi ghaav 10-15 din mein bhi nahi bhar raha? Ye sab diabetes (sugar) ke early signs ho sakte hain India ab diabetes capital of the world ban chuka hai. Har 4 mein se 1 Indian ko sugar hai ya prediabetes hai. Aur sabse badi baat – 50% logon ko pata bhi nahi hai ki unko sugar ho gayi hai. Is post mein main aapse share karunga: - Diabetes kya hoti hai (simple Hinglish mein) - Type 1, Type 2 aur Gestational diabetes ka farak - 10 shuruaati lakshan jo log ignore karte hain - Sugar kaise badhti hai – 5 major reasons - Ghar mein control karne ke 15 asli kaam aazmaye nuskhe - Kya khayein aur kya nahi – full food list - 3 din ka Indian meal plan - 5 yogasan jo insulin sensitivity badhate hain - 20+ gharelu nuskhe (karela, jamun, methi, aloe vera, dalchini) - Complications se kaise bachein - 30+ FAQs (Google par roz poochhe jaane wale sawaal) Ye post 6000+ words mein likhi gayi hai. Ise ek baar dhyan se padho, fir save karo, share karo aur apne sugar ko control karne ki shuruaat karo. Contents (Topic ka Index) 1. Diabetes kya hai? Simple definition 2. Type 1, Type 2 aur Gestational – kya antar hai? 3. Diabetes ke 10 shuruaati lakshan (jinhein 90% log ignore karte hain) 4. Sugar kaise badhti hai? 5 major reasons 5. Diabetes ka diagnosis – kaunsa test kab karayein? 6. Normal blood sugar range (fasting, PP, HbA1c) 7. Diabetes ka ilaj – Allopathy, Ayurveda, Home Remedies 8. 15 gharelu nuskhe jo real mein kaam karte hain 9. Diabetes mein kya khayein aur kya nahi khayein (full chart) 10. 3 din ka Indian meal plan for diabetes (with timings) 11. 5 yogasan jo blood sugar direct kam karte hain 12. Daily routine for diabetic patient (subah se shaam) 13. Diabetes ke 15 complications (jaan lijiye nahi to baad mein pachtayenge) 14. Diabetes aur pregnancy – special care 15. Diabetes aur mental health (stress, anxiety, depression) 16. 30+ FAQs (sabse common questions) 17. Final conclusion (3 golden rules) 18. Call to action 1. Diabetes kya hai? Simple definition Chaliye sabse simple bhasha mein samajhte hain. Aapki body ko energy chahiye – daudne, chalne, sochne, saans lene ke liye. Ye energy aati hai glucose se. Glucose aap jo bhi khaate ho (roti, chawal, fruit, sweets) usse banta hai. Lekin glucose directly cell mein nahi ja sakta. Use cell mein pahunchane ke liye ek key chahiye – jiska naam hai insulin. Insulin aapke pancreas (pet ke pichhe ki gland) naam ka organ banata hai. Diabetes tab hoti hai jab: - Body insulin nahi banati (Type 1) - Ya body insulin banati hai par cells insulin ko ignore karne lagte hain (Type 2) - Ya pregnancy mein hormones insulin ka kaam kharab kar dete hain (Gestational) Result? Blood mein glucose ka level high ho jaata hai. Is high blood sugar ko hum diabetes ya sugar ki bimari kehte hain. Simple example: Socho tumhe ek ghar mein entry karni hai (cell mein glucose ko jaana hai). Insulin hai chaabi. Agar chaabi hi na ho (no insulin), ya chaabi hai par lock kharaab hai (insulin resistance), to tum andar nahi ja sakte. Bahar bhatkoge (blood mein glucose high). 2. Type 1, Type 2 aur Gestational – kya antar hai? Type 1 Diabetes (5-10% cases) - Kaun hota hai? Usually bachche, teenagers, young adults (lekin kisi bhi age mein ho sakta hai) - Kyun hota hai? Autoimmune disorder. Body apne hi pancreas ke insulin-banane wali cells ko attack kar deti hai. - Insulin banta hai? Nahi. Bilkul zero insulin. - Ilaj: Roz insulin lena zaroori hai. Injection se. Goli kaam nahi karegi. - Bach sakte hain? Abhi tak koi cure nahi. Research chal rahi hai (stem cell, artificial pancreas). - Weight: Generally underweight ya normal weight. Lakshan: Achanak weight loss, bahut zyada pyaas, baar baar peshab, bedwetting (bachchon mein). Type 2 Diabetes (90% cases) - Kaun hota hai? Adults 35-40 ke baad. Lekin ab bachchon mein bhi ho raha hai (motapa aur junk food ki wajah se). - Kyun hota hai? Insulin resistance + lifestyle (motapa, sedentary, junk food, stress, poor sleep). - Insulin banta hai? Haan, pehle banta hai par cell resist kar rahe hain. Baad mein insulin banana bhi kam ho jaata hai. - Ilaj: Lifestyle change + oral medicines (metformin etc) + baad mein insulin bhi lena pad sakta hai. - Reverse ho sakta hai? Haan. Agar early stage mein pakda gaya aur proper diet-exercise karein to diabetes remission possible hai. Matlab bina medicine ke sugar normal. Lakshan: Thakan, blurry vision, dheere bharne wale ghaav, baar baar infection. Gestational Diabetes (only pregnancy) - Kaun hota hai? Pregnant women, generally 24-28 weeks mein pata chalta hai. - Kyun hota hai? Pregnancy hormones insulin ko block kar dete hain. - Ilaj: Diet control, walking. Kuch ko insulin bhi lena padta hai. - Baby pe asar: Baby bahut bada ho sakta hai (macrosomia). Delivery mein problem ho sakti hai. - Maa pe asar: Future mein Type 2 diabetes ka risk 50% tak badh jaata hai. Important: Baccha hone ke baad usually sugar normal ho jaati hai. Lekin next pregnancy mein fir se gestational diabetes ho sakta hai. 3. Diabetes ke 10 shuruaati lakshan (jinhein 90% log ignore karte hain) Log sochte hain – "Mujhe to koi problem nahi hai." Lekar ye lakshan gradually aate hain. Ek-ek karke. Pehle ignore karte hain, fir jab complication aata hai tab pata chalta hai. 1. Baar baar peshab aana (Frequent urination) Raati mein 2-3 baar nahi, 4-5 baar uthkar bathroom jaana. Din mein bhi har 1-2 ghante mein peshab ki iccha hona. Kyun? Kyunki high sugar kidneys ko filter karna mushkil ho jaata hai, isliye kidneys zyada paani nikaal deti hain. 2. Bahut zyada pyaas lagna (Excessive thirst) Paani piyo, fir bhi muh sookhta hai. Koi bhi cheez pite ho, aalas nahi jaati. Kyun? Kyunki body paani nikaal rahi hai, isliye dehydration hoti hai. 3. Achanak weight loss (bina koshish ke) Bina dieting, bina exercise ke weight gir raha hai? Ye Type 1 diabetes ka classic sign hai. Body glucose use nahi kar paati, isliye muscle aur fat todna shuru kar deti hai. 4. Hamesha thakaan (Chronic fatigue) Subah uthke bhi lage ki body exhausted hai. Sirf 2 baje dopahar mein neend aa rahi hai. Kyun? Kyunki cells tak glucose nahi pahunch raha, isliye body ko energy nahi milti. 5. Dheere bharne wale ghaav (Slow wound healing) Koi chot lagi. 5 din mein normal bhar jaani chahiye. Par aapko 15 din lag jaate hain. Kisi ko to mahino lag jaate hain. Kyun? High sugar blood circulation kharab kar deti hai aur infection ka risk badh jaata hai. 6. Baar baar infection (Repeated infections) - Urine infection (UTI) – baar baar jalaan, badbu - Skin infection – baar baar fode (boils), fungus - Yeast infection – itching, white discharge - Gum infection – bleeding gums, swelling 7. Dhundhla dikhna (Blurry vision) Aankhon ke lens mein swelling aati hai. Aankh ka number change ho jaata hai. Kabhi saaf dikhta hai, kabhi dhundhla. 8. Haath-pair mein jhunjhuna (Tingling/numbness) Jaise haath so gaye. Ya pairon mein sui-chubhan si hoti hai. Ye neuropathy ka early sign hai. 9. Sexual problems - Males: Erectile dysfunction (khada nahi hota, jaldi gir jaata hai) - Females: Low libido, vaginal dryness 10. Bad breath – fruity smell (Ketoacidosis warning) Agar muh se fruity ya nail polish remover jaisi smell aaye – to ye emergency hai. Ye Type 1 diabetes mein DKA (diabetic ketoacidosis) ho sakta hai. Turant doctor ke paas jao. Note: Ho sakta hai aapko inme se sirf 2-3 lakshan bhi ho. Iska matlab sugar ki shuruaat ho sakti hai. 4. Sugar kaise badhti hai? 5 major reasons Hum ye soch ke reh jaate hain – "Maine to meetha kam khaya, phir sugar kaise ho gayi?" Sach ye hai ki sirf meetha se nahi hoti. Ye 5 reasons sabse common hain: 1. Unhealthy diet (process food, maida, sugar-sweetened drinks) - Cold drinks, packaged juice, energy drinks - Biscuit, cake, pastry, donut - White bread, maida ki roti, noodles - Chips, kurkure, namkeen (hidden sugar+maida+oil) 2. No physical activity (sedentary lifestyle) - 8-10 hours sitting (office, car, sofa) - 3-4 din se zyada walk nahi ki - No gym, no yoga, no sports - Stairs nahi chalte, lift hi use karte hain 3. Poor sleep (late night,

Bipolar ka cycle: depression se hypomania, ab lamotrigine par 2 weeks, koi asar nahi! Kya karein?

Aaj kal ek strange cycle chal rahi hai. Ek hafte depression mein doob jaati hoon, kuch karne ka mann nahi karta, bas bed par padi rahti hoon. Phir suddenly 2-3 din hypomanic, kaam karna hai, sab kuch sahi lagta hai, husband se bhi pyaar karti hoon. Lekin phir wahi... depression aata hai aur woh ghinaunaa wapas. Maine lithium try kiya tha, but side effects se weight gain bahut ho gaya, ab doctor ne lamotrigine diya hai. 2 weeks ho gaye, kuch farak nahi pad raha. Khud ko bahut alone feel karti hoon. Mera husband ke saath bhi tension hai, woh mujhe samajh nahi paate. Kabhi lage woh mujhse khush hai, kabhi lagta hai woh shadi pe pachtawta hai. Main bas chahti hoon ki ek baar stable ho jaaun, par yeh cycle kabhi khatam hoti nahi. Kya kisi aur ko bhi lamotrigine se kuch improvement aaya hai? Kitne time lagta hai asar dikhane mein? Aur family ka support kaise milta hai jab woh samajh nahi paate? Please koi help karo. Bahut thak gayi hoon.

Browse SaathiMed's Medicines A-Z

Search our extensive medical database alphabetically to find uses, price, composition, and side effects.

A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Back to Medicines Directory
SaathiMed App
SaathiMed App Consult doctors & order medicines faster
Install